Armaan Tadapate Hai Lyrics - Shanta Apte

Armaan Tadapate Hai lyrics, the song is sung by Shanta Apte from Zamindar (1942). The music of Armaan Tadapate Hai Sad track is composed by Ghulam Haider while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Armaan tadapte hain
Armaan tadapte hain
Pehlu mein mere aa ke
Pehlu mein mere aa ke
Barbaad ho gaye hain
Barbaad ho gaye hain
Is ghar ko ham basaa ke
Is ghar ko ham basaa ke
Armaan tadapte hain

Hai is par sitam yeh mujhse
Hai is par sitam yeh mujhse
Aur is taraf mohabbat
Aur is taraf mohabbat
Kis kis ko ek dil mein
Kis kis ko ek dil mein
Rakhenge ham chhipaa ke
Rakhenge ham chhipaa ke
Armaan tadapte hain

bharatlyrics.com

Aaa aankhen bhari huyi hain
Aaa aankhen bhari huyi hain
Aur dil bharaa huaa hai
Aur dil bharaa huaa hai
Jaati huyi padi hai
Jaati huyi padi hai
Fariyaad lab pe aa ke
Fariyaad lab pe aa ke
Armaan tadapte hain

Haan palkon mein
Ruk ke aansoo
Haan palkon mein
Ruk ke aansoo
Dil se ikaa rahe hain
Dil se ikaa rahe hain
Naashaad hi rahe hain
Naashaad hi rahe hain
Apnaa unhen banaa ke
Apnaa unhen banaa ke
Armaan tadapte hain
Pehlu mein mere aa ke
Armaan tadapte hain.

Armaan Tadapate Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download