Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics - Ghulam Haider

Log Mujhko Khush Samajhte Hai lyrics, the song is sung by Ghulam Haider from Zamindar (1942). Log Mujhko Khush Samajhte Hai Sad soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by Behzad Lucknavi.

Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam main hoon

bharatlyrics.com

Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon

Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam main hoon
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam mein hoon

Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam mein hoon.

Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download