Arz Kiya Hai Lyrics - Bali

ARZ KIYA HAI LYRICS: The song is sung by Bali and released by Mr. Bali label. ARZ KIYA HAI is a Pop song, composed by Rebel 7, with lyrics written by Bali.

Arz Kiya Hai Lyrics

Munh khula chhodoon baali joke maar raha hai
Mere pankhe dekh kahaan tu saale rope baandh raha hai
Meri jeans mein hai shoe bite note kaat raha hai
Mutton biryani la de baali goat chaat raha hai

Inke sweateron pe ulti ban coat maang raha hai
I am an idiom paagal hoon bahut muhaavra hai
Hat laga mere sar pe stroke maar raha hai
Thomas shelby aake mera coat taang raha hai

Are waah waah are kya baat hai janaab
Peaky blinder hua hai yaar twelve blade

Baar nahin hai re barfank chhaati mein ab bar bank
Bachche doon dheela kar inke munh pe sharp flank
Mahal bana sar pe mere taaj phenk
Rail bani trail bani daav pe hai tu saale chaal phenk

Sone ki hai machchhi aur akela main hoon shark tank
I am a naughty boy mujhe mars bank
Sunny leone ke saath mazaak rated r prank
Friends with benefits hard hard hard gang

Are janaab kya baat hai yaar
Harsh kar diya behenchod

My shit slaps hard west delhi ka will smith
Swiggy aur zomato ka staring contest hua blink it
Color blind gadhe trying to be a girgit
Portrait banao meri landscape mein tilted

Bad ball pakdo mera aao khele cricket
Cancel hone ke kagar pe hoon main ird-gird
Thande-thande hoople gaane tere chill shit
Black lives matter chaato peeche aur yo biscuit

bharatlyrics.com

Samjhe samjhe beech mein se jab chaatoge white hat jaayega
Are janaab matlab jeebh se racism hata diya
Are mere n-word bhi bol do woh wala yaar
Nahin nahin nahin nahin nahin

Comic rapper nahin ise bolte hain skill gap
They want me to have a break kit kat
Mere label ke liye i am that guy they milk that
Rasiya sangeet inka i can skip that

Bagpipe par thoda chame rang aao mil bed
Smooth silky cadbury flow velvet
Meri nasl nahin hai inki maa se hai rishta
Family mein fit nahin ho raha inki main hoon inka stepdad

Janaab step wali aapne lana rhoades aur priya rai ki yaad dila di
Tum par bhi na matlab ekdum moorti jaag gayi
Waah waah

Munh khula chhodoon baali choke maar raha hai
Meri chhaati chaudi inki sports bra kahaan hai?
Vaseline laga le tera hoth kaat raha hai
Kam kha pet bhaari hai tera pork half fry

Lagi-lagi chod chaat raha hai
Yes sir baali vote kaat raha hai
I have a message for you
You cannot be me but i can be you
You are like ipl fair play award kaun maang raha hai?

Samjha? Ipl mein woh fair play award jisko milta hai na
Woh useless hai behenchod trophy
Bhai main toh dekhta hi nahin na
Kaise ye log hain?
Main toh dekhta hi nahin cricket

A recording karo beat beat
Behenchod kitni tatti beat banayi hai isne

Galat hai

Munh khula chhodoon baali coke maar raha hai
Coke maar raha hai smack smackdown versus raw behenchod
Fame chadh gayi hai sar mein fame

Arz Kiya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Arz Kiya Hai is from the Mr. Bali.

The song Arz Kiya Hai was sung by Bali.

The music for Arz Kiya Hai was composed by Bali.

The lyrics for Arz Kiya Hai were written by Bali.

The music director for Arz Kiya Hai is Rebel 7.

The genre of the song Arz Kiya Hai is Pop.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *