Ashiqana Aalam Lyrics - Alka Yagnik, Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan, Vinit Singh

Ashiqana Aalam lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan, Vinit Singh from Good Boy, Bad Boy (2007). Ashiqana Aalam Love soundtrack was composed by Himesh Reshammiya with lyrics written by Sameer.

Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja

Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja

bharatlyrics.com

Umeed, Teri
Tera ,Nasha
Is dil mein aur kya hai
Is dil mein aur kya hai

Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Is dil mein aur kya hai
Is dil mein aur kya hai

Gawahi deti hai Dhadkhan
Tuhi mera yaar
Tuhi mera pyaar
Tuhi intezaaar hai

Yeh kehti hai dil ki tadpan
Tuhi mera khwaab
Tu mere bechain dil ka
Davedaar hai

Tu mera hai jahan
Tujhe se har dastaan
Tu mera hai jahan
Tujhe se har dastaan

Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja

Is dil mein aur kya hai

Rago mein tu hai samai

Teri tamanaa se
Teri mohabbat se
Jeene ka ehsaan hai

Teri hi betaabi chai
Maangu duaao mein
Tujho khuda se
Saason ki tu pyaaas hai

Tu mere dewaanapan
Lagi tujhse lahan
Tu mere dewaanapan
Lagi tujhse lahan

Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja

Is dil mein aur kya hai

Umeed, Teri
Tera ,Nasha
Is dil mein aur kya hai

Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Aashiqana aalam Hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
Is dil mein aur kya hai
Is dil mein aur kya hai

Ashiqana Aalam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download