Aye Dil Ye Bata Lyrics - Alka Yagnik, Sonu Nigam

Aye Dil Ye Bata lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam from Julie (2004). The music of Aye Dil Ye Bata Romantic track is composed by Himesh Reshammiya while the lyrics are penned by Sameer.

Aye dil yeh bata kyun
Hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Aye dil yeh bata kyun
Hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata kyun
Hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata aye dil yeh bata

bharatlyrics.com

Deewanapan aisa
Mujhape chhaya hai
Lamaha lamaha ik
Bechaini laaya hai
Kuchh khokar bhi maine
Sab kuchh paaya hai
Kuchh khokar bhi maine
Sab kuchh paaya hai
Kyun mehake
Sama kyun chhaaye
Nasha shabnam pine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya
Phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata
Aye dil yeh bata

Teri panaahon mein abb
Rehana chaahu main
Kya kya jaana tujhase
Kehana chaahu main
Yeh betaabi abb toh
Seh na paau main
Yeh betaabi abb toh
Seh na paau main
Kyun dhadkan meri
Deewana karein chaahat
Ke mahine mein
Aane laga kyun
Maja jine mein
Yeh pyaar hai ya
Phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata kyun
Hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya
Phir kuchh aur hai
Yeh pyaar hai ya
Phir kuchh aur hai.

Aye Dil Ye Bata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download