Aye Ishq Kahin Lyrics - Sharda Rajan Iyengar

Aye Ishq Kahin lyrics, the song is sung by Sharda Rajan Iyengar from Zamane Se Poocho (1976). Aye Ishq Kahin Happy soundtrack was composed by Sharda Rajan Iyengar with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Aye ishq kahin le chal
Rangin fizao mein
Aye ishq kahin le chal
Rangin fizao mein
Anjaan se dilwar ki
Faili huyi baho mein
Anjaan se dilwar ki
Faili huyi baho mein
Rangin fizao mein
Aye ishq kahin haye
Aye ishq kahin haye
Aye ishq kahin le chal
Aye ishq kahin le chal

Alhah ne banaya hai
Mujhe apne hath se
Zulf meri banayi hai
Usne raat se
Chehre mein baharo ki
Jawani ko dekhiye
Chal mein hawa ki
Rawani ko dekhiye
Kaise main tarif karu apne ap ki
Log kahe ankh  meri lakh ki
Hatho ko jo dekhu to gulab kardo
Pani ko jo chhu to sarab kar du
Pani ko jo chhu to sarab kar du
Aye ishq kahin le chal
Aye ishq kahin le chal

bharatlyrics.com

Aji mujhko mere yeh tune
Deewana kar diya
Saroi kaynat se begana kar diya
Husn dekho aj ishq ka gulam hai
Subah sham lab pe
Usi ka naam hai
Sari sari raat mujhe neend aye na
Neend jo aye to phir khwab aye na
Khwab jo na aye to mahbub aye na
Mahbub jo na aye to
Phir chain aye na
Mahbub jo na aye to
Phir chain aye na
Aye ishq kahin le chal
Aye ishq kahin le chal.

Aye Ishq Kahin Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download