Aye Mohabbat Unse Milne Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Aye Mohabbat Unse Milne lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Bazaar (1949). The music of Aye Mohabbat Unse Milne Playful track is composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Aye mohabbat unse milne
Aye mohabbat unse milne
Ka bahana ban gaya
Tumne dekha humne dekha
Tumne dekha humne dekha
Ek fasana ban gaya
Aye mohabbat unse milne
Ka bahana ban gaya

Aapki nichi nazar tikhir
Aise teer hai
Aapki nichi nazar tikhir
Aise teer hai
Teer chalne bhi na paye
Teer chalne bhi na paye
Dil nishana ban gaya
Aye mohabbat unse milne
Ka bahana ban gaya

bharatlyrics.com

Dil pehli si nazar mein
Kar liya kuch faisla
Dil pehli si nazar mein
Kar liya kuch faisla
Saaz chheda bhi nahi aur
Saaz chheda bhi nahi aur
Ek tarana ban gaya
Aye mohabbat unse milne
Ka bahana ban gaya

Nazare milne bhi na payi
Tum nazar mein aa base
Nazare milne bhi na payi
Tum nazar mein aa base
Tinke dhunde bhi nahi aur
Tinke dhunde bhi nahi aur
Aashiyana ban gaya
Aye mohabbat unse milne
Ka bahana ban gaya.

Aye Mohabbat Unse Milne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download