Aye Rote Hue Sawan Lyrics - Zeenat Begum

Aye Rote Hue Sawan lyrics, the song is sung by Zeenat Begum from Roomal (1949). Aye Rote Hue Sawan Sad soundtrack was composed by Azeez Khan, Hansraj Behl with lyrics written by Roopbani, Shyam Hindi.

Aye rote hue sawan
Mujhe kuch to bata de
Dil tut gaya mera
Ab main karun kya

Aye rote hue sawan
Humne bhi kisi ko
Tha apne banaya
Aur dil mein basaya
Usne bhi mohabbat ko
Afsana na suna afsana na suna

Har jakhm mera dil hai
Har dil mein hai arman
Har zakhm mera dil hai
Har dil mein hai arman
Kis kis ko main samjhau bhed
Itna to samjha
Aye rote hue sawan
Mujhe kuch to bata de
Dil tut gaya mera
Ab main karun kya

bharatlyrics.com

Aankh ho jo do char
To palko mein chupa lun
Palko mein chupa lu
Dariya ko bhala aankho mein
Lu kaise chipa
Lu kaise chipa
Aye rote hue sawan
Mujhe kuch to bata de
Dil tut gaya mera
Ab mai karu kya.

Aye Rote Hue Sawan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download