Baansuriya Haay Tut Gayi Lyrics - Shamshad Begum

Baansuriya Haay Tut Gayi lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Dekho Ji (1947). The music of Baansuriya Haay Tut Gayi Playful track is composed by Tufail Faruqui while the lyrics are penned by Wali Sahab.

Baansuriyaa
Baansuriyaa
Haay tut gayi man ki
Baansuriyaa
Haay tut gayi man ki
Wo jo geet wo jo geet
Nahin gaaye thhe maine
Haan bikhar gaye wo geet

bharatlyrics.com

Ik ik karke sunte sunte
Chali umariya beet
Ik ik karke sunte sunte
Chali umariya beet wo jo geet
Wo man ki man ki baansuriya
Haay tut gayi man ki

Kuchh sapne to in nainon se
Kuchh sapne to in nainon se
Aansoo bankar beh gaye
Aansoo bankar beh gaye
Aur kuchch sapne aasha bankar
Aur kuchch sapne aasha bankar
Khushiyaan dil mein reh gaye
Khushiyaan dil mein reh gaye
Man ke meet
Sudh budh bhooli tan ki
Sudh budh bhooli tan ki
Baansuriya baansuriya haay
tut gayi man ki.

Baansuriya Haay Tut Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Baansuriya Haay Tut Gayi is from the Dekho Ji (1947).

The song Baansuriya Haay Tut Gayi was sung by Shamshad Begum.

The music for Baansuriya Haay Tut Gayi was composed by Tufail Faruqui.

The lyrics for Baansuriya Haay Tut Gayi were written by Wali Sahab.

The music director for Baansuriya Haay Tut Gayi is Tufail Faruqui.

The song Baansuriya Haay Tut Gayi was released under the Saregama.

The genre of the song Baansuriya Haay Tut Gayi is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *