Badal Jaye Duniya Lyrics - Talat Mahmood

Badal Jaye Duniya lyrics, the song is sung by Talat Mahmood from Captain Kishore (1940). Badal Jaye Duniya Love soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Tanvir Naqvi.

Badal jaye duniya
Naa badalenge ham,
Tumhari kasam
Tumhare hain ki
Jab tak dam mein hai dam,
Tumhari kasam

Kaho nam kaa ulfat
Kaa badnam kyon hai,
Hamari wafao pe
Iljam kyon hai
Batao toh hoga
Tumhara karam,
Tumhari kasam
Badal jaye duniya

bharatlyrics.com

Yeh mana hai mushkil
Mohabbat ki rahe,
Agar dal do
Tum baho mein bahe
Khushi se sahenge
Tumhare sitam,
Tumhari kasam
Badal jaye duniya

Jahan tak jahan key nazare rahenge,
Tumhare rahe hain tumhare rahenge
Naa dolenge ulfat mein apne kadam,
Tumhari kasam
Badal jaye duniya.

Badal Jaye Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download