Badali Badali Duniya Hai Meri Lyrics - Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

Badali Badali Duniya Hai Meri lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor from Sangeet Samrat Tansen (1962). The music of Badali Badali Duniya Hai Meri Romantic track is composed by S. N. Tripathi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Badali badali duniya hai meri
Badali badali duniya hai meri
Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa
Badali badali duniya hai meri
Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa

Ban ke kajraa ankhiyo mai raha
Ek sudar sapna bachpan kaa
Ban ke kajraa ankhiyo mai raha
Ek sudar sapna bachpan kaa
Badali badali duniya hai meri

Kahati thi sada dil ki dhadkan
Kahati thi sada dil ki dhadkan
Tu baith bichhaake apane nayan
Sachchi hai agar ye teri lagan
Laut aaeyga saathi jivan kaa
Badali badali duniya hai meri

bharatlyrics.com

Is raat ko chaand tale ye milan
Is raat ko chaand tale ye milan
Chup dekh raha hai nil gagan
Dauhrayega ye mad mast pawan
Sagit hamaari dhadkan kaa
Badali badali duniya hai meri
Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa
Badali badali duniya hai meri.

Badali Badali Duniya Hai Meri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download