बड़े दिन हुए Bade Din Huye Lyrics - Armaan Malik

LYRICS OF 'BADE DIN HUYE' IN HINDI: बड़े दिन हुए The song is sung by Armaan Malik from DRJ Records. BADE DIN HUYE is a Love song, composed by Amaal Mallik, with lyrics written by Rashmi Virag.

बड़े दिन हुए Bade Din Huye Lyrics in Hindi

जिंदगी तू ठहर जा सांस लेने दे मुझको
बस अभी तो मोहब्बत है हुई
ख्वाब जो देखता था जिसको मैं ढूंढता था
वो मेरी अब हकीकत बन गई

अभी गौर से उसे देख पाया नहीं
कहना था जो उसे कहा भी पाया नहीं

किसी और पे कभी इस तरह मेरा दिल ये आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं
किसी और पे कभी इस तरह मेरा दिल ये आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

देखते हैं वह तुम्हें जीने लगता हूं मैं
खुद से ज्यादा फिक्र तेरी करने लगता हूं मैं
मेरे खुदा करूं तेरा मैं शुक्रिया
तूने वो दिया जो मैं सोच पाया नहीं

इतना सुकून लाया है तू पहले क्यों आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

जिंदगी तू यहां से मुड़ के पीछे ना जाना
मुझको मंजिल मेरी है मिल गई
तुझको पहले से बेहतर मैं समझने लगा हूं
जब से वो मेरी दुनिया बन गई

भारतलिरिक्स.कॉम

इसे रख लूं मैं सबसे छुपा कर कहि
किसी और के बारे में सोचो नहीं
इतना यकीन किसी और पे मेरे दिल को आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

किसी और पे कभी इस तरह मेरा दिल ये आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

Bade Din Huye Lyrics

Zindagi tu theher jaa saans lene de mujhko
Bas abhi to mohabbat hai hui
Khwaab jo dekhta tha jisko main dhoondhta tha
Wo meri ab haqeeqat ban gayi

Abhi gaur se usey dekh paaya nahi
Kehna tha jo usey keh bhi paaya nahi

Kisi aur pe kabhi is tarah mera dil ye aaya nahi
Bade din hue kuch is tarah main muskuraya nahi
Kisi aur pe kabhi is tarah mera dil ye aaya nahi
Bade din hue kuch is tarah main muskuraya nahi

bharatlyrics.com

Dekhte he tumhe jeene lagta hoon main
Khud se zyada fikar teri karne lagta hoon main
Mere khuda karoon tera main shukriya
Tune wo diya jo main soch paaya nahi

Itna sukoon laaya hai tu pehle kyon aaya nahi
Bade din hue kuch is tarah main muskuraya nahi

Zindagi tu yahaan se mud ke peeche na jana
Mujhko manzil meri hai mil gayi
Tujhko pehle se behtar main samajhne laga hoon
Jab se wo meri duniya ban gayi

Isie rakh loon main sabse chupa kar kahin
Kisi aur ke baare mein sochon nahi
Itna yaqeen kisi aur pe mere dil ko aaya nahi
Bade din hue kuch is tarah main muskuraya nahi

Kisi aur pe kabhi is tarah mera dil ye aaya nahi
Bade din hue kuch is tarah main muskuraya nahi

Bade Din Huye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Bade Din Huye is from the DRJ Records.

The song Bade Din Huye was sung by Armaan Malik.

The music for Bade Din Huye was composed by Amaal Mallik.

The lyrics for Bade Din Huye were written by Rashmi Virag.

The music director for Bade Din Huye is Amaal Mallik.

The song Bade Din Huye was released under the DRJ Records.

The genre of the song Bade Din Huye is Love.