Badnaam Na Ho Jaye Lyrics - Surinder Kaur

Badnaam Na Ho Jaye lyrics, the song is sung by Surinder Kaur from Shaheed (1948). Badnaam Na Ho Jaye Sad soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Badnam na ho jaye
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

bharatlyrics.com

Duniya mein mohabbat ki
Yahin reet hai eye dil
Duniya mein mohabbat ki
Yahin reet hai eye dil
Yahi rit hai eye dil
Yahi rit hai eye dil
Jal jana magar hotho
Par fariyad na lana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Kah de na kahi aankh
Mere dil ki kahani
Kah de na kahi aankh
Mere dil ki kahani
Mere dil ki kahani
Mere dil ki kahani
Eye dil teri dhadakan kahi
Sun le na zamana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Eye jane mohabbat
Yahi bas meri dua hai
Eye jane mohabbat
Yahi bas meri dua hai
Yahi bas meri dua hai
Yahi bas meri dua hai
Ho jaye tere sath
Meri jan bhi ravana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Badnam na ho jaye
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana.

Badnaam Na Ho Jaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download