Bahaar Aa Gayi Lyrics - Ashok Khosla

Bahaar Aa Gayi lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Rang - E - Mehfil (2001). Bahaar Aa Gayi Ghazal soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by .

Bahaar aa gayi hum muntazir hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi
Hum muntazir hai ab to aa jaao
Tumhen pukaar de shamo shahar hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi

Baj ne lagi sehnaaiya aise mein ye tanhaiya
Baj ne lagi sehnaaiya aise mein ye tanhaiya
Dil sabra to khone laga
Dil sabra to khone laga
Ye vahem hone laga
Ye vahem hone laga
Junoone ishq ke rakhle bhram hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi

Gham ko sabhi khone lage
Nagme jawaan hone lage
Gham ko sabhi khone lage
Nagme jawaan hone lage
Didaar tera jo paaya nahi
Didaar tera jo paaya nahi
Humne to kuch bhigaya nahi
Humne to kuch bhigaya nahi
Nazar nawaaj ye nazare huye hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi

bharatlyrics.com

Ulfat se tu mukar na nahi
Karke wafa darna nahi
Ulfat se tu mukar na nahi
Karke wafa darna nahi
Jaldi hi ab aa jaaiye
Jaldi hi ab aa jaaiye
Yun na humein tarasaaie
Yun na humein tarasaaie
Bade sukun ki ye dil mile hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi
Hum muntazir hai ab to aa jaao
Bahaar aa gayi.

Bahaar Aa Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download