Bedaag Tere Daman Lyrics - Ashok Khosla

Bedaag Tere Daman lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Rang - E - Mehfil (2001). Bedaag Tere Daman Qawwali soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by .

Bedaag tere daman pe
Bedaag tere daman pe
Daag laga dun to
Bedaag tere daman pe
Daag laga dun to
Aye husn tere seene
Mein aag laga dun to
Aye husn tere seene
Mein aag laga dun to
Bura to nahi maanegi
Bol meri jaana
Bura to nahi maanegi
Bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur
Husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur
Husn ka maikhana
Zara aankh utha
Zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha

Jo khoaf se jyada ho
Uss but ka baya kya ho
Jo khoaf se jyada ho
Uss but ka baya kya ho
Khanjar ka baya ho par
Kaatil ka baya kya ho
Khanjar ka baya ho par
Kaatil ka baya kya ho
Ek zulm hoto kehade
Zaalim ka baya kya ho
Ek zulm hoto kehade
Zaalim ka baya kya ho
Har dard bata de par
Is gham ka baya kya ho
Har dard bata de par
Is gham ka baya kya ho
Is gham ka baya kya ho
Is gham ka baya kya ho

bharatlyrics.com

Haan in reshami zulfon ko
In reshami zulfon ko
Main hath laga dunto
In reshami zulfon ko
Main hath laga dunto
Bahon mein tujhe bhar ke
Deewana bana dun to
Bahon mein tujhe bhar ke
Deewana bana dun to
Ae bura to nahi
Manegi bol meri jaana
Bura to nahi manegi
Bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur
Husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur
Husn ka maikhana
Zara aankh utha
Zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha

Jalwe jo tere dekhe
To hosh gaye apne
Jalwe jo tere dekhe
To hosh gaye apne
Din ko khayaal tera
Raato ko tere sapne
Din ko khayaal tera
Raato ko tere sapne
Aye aag ishq ki aur
Aashiq lage hai tapne
Aye aag ishq ki aur
Aashiq lage hai tapne
Jogi bane hai teri
Mala lage hain japne
Jogi bane hai teri
Mala lage hain japne
Mala lage hain japne
Mala lage hain japne

Haan..is aatishi ulfato ko
Is aatishi ulfato ko
Tere dil mein jaga dun to
Is aatishi ulfato ko
Tere dil mein jaga dun to
Deewangi se apni
Tere hosh uda dun to
Deewangi se apni
Tere hosh uda dun to
Ae bura to nahi manegi
Bol meri jaana
Bura to nahi manegi
Bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur
Husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur
Husn ka maikhana
Zara aankh utha
Zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha

Kasam khuda ki tujhe
Dekhate hi dam nikale
Kasam khuda ki tujhe
Dekhate hi dam nikale
Aa tu mere seene se
Lag jaaye to ye gham nikale
Tu mere seene se lag
Jaaye to ye gham nikale
Aa bhare junoon mein
Deewane banke hum nikale
Bhare junoon mein
Deewane banke hum nikale
Jo tujhe chhod de to
Aashiqi mein kam nikale
Jo tujhe chhod de to
Aashiqi mein kam nikale
Tu mere dard ko mutthi
Mein daba le yaara
Tu mere dard ko mutthi
Mein daba le yaara
Dhadakte dil ko tu
Dil se laga le yaara
Dhadakte dil ko tu
Dil se laga le yaara
Jo aag mujh mein hain
Khud mein bhi jaga le yaara
Jo aag mujh mein hain
Khud mein bhi jaga le yaara
Shamma ulfat ki zindagi
Mein jala le yaara
Shamma ulfat ki zindagi
Mein jala le yaara
Aaha jala le yaara o
Ho jala le yaara

Haan..main tere iraadon ko
Main tere iraadon ko
Bekhof bana dun to
Main tere iraadon ko
Bekhof bana dun to
Tu khud hi panaah mage
Koi aisi saza dun to
Tu khud hi panaah mage
Koi aisi saza dun to
Ae bura to nahi
Manegi bol meri jaana
Bura to nahi manegi
Bol meri jaana
Ye jaam jawani ka
Aur husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka
Aur husn ka maikhana
Zara aankh utha
Zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana
Nasha kiske liye hai
Zara aankh utha.

Bedaag Tere Daman Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download