Bahare Luta Ke Lyrics - Subir Sen, Suman Kalyanpur

Bahare Luta Ke lyrics, the song is sung by Subir Sen, Suman Kalyanpur from Anarbala (1961). Bahare Luta Ke Playful soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Ramesh Chandra Pandey.

Bahare luta ke najare dikha ke
Na jana mere dil ki duniya me aake
Bahare luta ke najare dikha ke
Na jana mere dil ki duniya me aake

bharatlyrics.com

Badi muskilo se hai dil ko bataya
Badi muskilo se hai dil ko bataya
Bahut kuch gavake tumhe maine paya
Mujhe pas lake ye daman chhudake
Na jana mere dil ki duniya me aake
Bahare luta ke najare dikha ke
Na jana mere dil ki duniya me aake

Kaha le chali hai mohabbat ki rahe
Kaha le chali hai mohabbat ki rahe
Bata kuch batati hai milke naigahe
Naigahe mila ke ye masti pila ke
Na jana mere dil ki duniya me aake
Bahare luta ke najare dikha ke
Na jana mere dil ki duniya me aake

Meri zindgani ki mahfil saja do
Meri zindgani ki mahfil saja do
Mere pyar ki pahle manzil
To lado to manzil pe aake ye
Mahfil saja ke
Na jana mere dil ki duniya me aake
Bahare luta ke najare dikha ke
Na jana mere dil ki duniya me aake
Na jana mere dil ki duniya me aake
Na jana mere dil ki duniya me aake.

Bahare Luta Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Bahare Luta Ke is from the Anarbala (1961).

The song Bahare Luta Ke was sung by Subir Sen and Suman Kalyanpur.

The music for Bahare Luta Ke was composed by Bulo C. Rani.

The lyrics for Bahare Luta Ke were written by Ramesh Chandra Pandey.

The music director for Bahare Luta Ke is Bulo C. Rani.

The song Bahare Luta Ke was released under the Saregama.

The genre of the song Bahare Luta Ke is Playful.