Baharon Ke Dole Lyrics - Lata Mangeshkar

Baharon Ke Dole Lyrics - Lata Mangeshkar

Baharon Ke Dole Lyrics - Lata Mangeshkar

Baharon Ke Dole lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Annadata (1952). Baharon Ke Dole Happy soundtrack was composed by Mohammed Shafi Niyazi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Baharon ke dole mein
Baharon ke dole mein
Aayi hai jawani aayi jawani
Apni adao pe huyi
Main deewani
Aaj apni adao pe huyi
Main deewani
Ha ji huyi main deewani
Baharon ke dole mein

Nazar mein kaha
Main kitabo ko chedu
Adaye kaha
Main baharo ke chedu
Gaya bachpana dekhe
Aisi jawani haye aisi jawani
Baharon ke dhole mein

Chaman ban gayi
Aaj husn ki kaliya
Husn ki kaliya
Dulhan ban gayi
Aaj naino ki galiya
Naino ki galiya
Tadap mere dil ki
Kisi ne na jani
Haye kisi ne na jani
Baharon ke dhole mein

bharatlyrics.com

Nazare bhi mere
Kahe hai nazare
Mujhe chand suraj
Kare hai ishare
Yeh badal bhi mera
Dupatta hai dani
Yeh badal bhi mera
Dupatta hai dani
Ha ji dupatta hai dani
Baharon ke dole mein
Baharon ke dole mein
Aayi hai jawani aayi jawani
Baharon ke dole mein.

Baharon Ke Dole Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *