Ye Dil De Magar Ulfat Lyrics - Lata Mangeshkar

Ye Dil De Magar Ulfat lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Annadata (1952). Ye Dil De Magar Ulfat Playful soundtrack was composed by Mohammed Shafi Niyazi with lyrics written by Anjum Jaipuri.

Ye dil de magar ulfat
Ke geet gaa na sake
Hasi hotho per rahi
Aur muskura na sake

Dil de bhi diya dil le liya
Dil de bhi diya dil le liya
Ulfat ka sila hum paa hi gaye
Dil de bhi diya dil le liya

Kaliyo ki tarah kuch der khile
Kaliyo ki tarah kuch der khile
Phulo ki tarah murja bhi gaye
Murja bhi gaye
Dil de bhi diya dil le liya

Ro ro ke kahi par ji lenge
Ro ro ke kahi par ji lenge
Ashko ka jahar bhi pee lenge
Ashko ka jahar bhi pee lenge
Chuple se tasli de lenge
Tum yaad jo dil ko aa bhi gaye
Dil de bhi diya dil le liya

bharatlyrics.com

Chandi ki chamakti rato me
Chandi ki chamakti rato me
Kya khub tamasha tumne kiya
Kya khub tamasha tumne kiya
Ek aas ka deep bhuja bhi diya
Ek gham ka deep jala bhi gaye
Aur gham ka deep jala bhi gaye
Dil de bhi diya dil le liya
Dil de bhi diya dil le liya
Ulfat ka sila hum paa hi gaye
Dil de bhi diya dil le liya.

Ye Dil De Magar Ulfat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download