Bahayein Chand Ne Aansoo Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Bahayein Chand Ne Aansoo lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Lagan (1955). Bahayein Chand Ne Aansoo Sad soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Rajendra Krishan.

Bahayein chand ne aansoo
Zamana chaandani samajha
Bahayein chand ne aansoo
Zamana chaandani samajha
Kisi ke dil se huk uthi
To koi raagini samajha
Kisi ke dil se huk uthi
To koi raagini samajha

Chhupaya kis tarah gham ko
Zamaane ki nigaaho se
Chhupaya kis tarah gham ko
Zamaane ki nigaaho se
Zamaane ki nigaaho se
Meraa gam dekhane wala
Mere gham ko khushi samajha
Bahayein chaand ne

bharatlyrics.com

Chaman ko chhodakar maine
Guzaari zindagi aise
Chaman ko chhodakar maine
Guzaari zindagi aise
Guzaari zindagi aise
Ke jo kaanta nazar aaya
Usi ko mai kali samajha
Bahayein chaand ne.

Bahayein Chand Ne Aansoo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download