Mujhe Nazar Se Utar Kar Bhi Lyrics - Lata Mangeshkar

Mujhe Nazar Se Utar Kar Bhi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Lagan (1955). Mujhe Nazar Se Utar Kar Bhi Sad soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Rajendra Krishan.

Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge
Jise bhula ke chalo ho dil se
Jise bhula ke chalo ho dil se
Wo yaad aaya to kya karoge
To kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge

bharatlyrics.com

Chalo ye mana baiger mere
Tumhari rate jawa rahegi
Chalo ye mana baiger mere
Tumhari rate jawa rahegi
Magar jo bhule se mere
Khwabo ne aa jagaya
To kya karoge to kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge

Tumhari mehfil mein roz gam ki
Nayi kahani naya fasana
Tumhari mehfil mein roz gam ki
Nayi kahani naya fasana
Jo bato bato mein naam mera
Zuba pe aaya to kya karoge
To kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge
Jise bhula ke chalo ho dil se
Jise bhula ke chalo ho dil se
Wo yaad aaya to kya karoge
To kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge.

Mujhe Nazar Se Utar Kar Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download