Bahut Door Abhi Jaana Hain Lyrics - Alka Yagnik, Kishore Kumar

Bahut Door Abhi Jaana Hain lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kishore Kumar from Ek Daku Saher Mein (1985). The music of Bahut Door Abhi Jaana Hain Happy track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Chander Oberoi, Majrooh Sultanpuri, Rajesh Roshan.

Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho aur hawao se gujar jana hain
Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho aur hawao se gujar jana hain
Humnashi aage

bharatlyrics.com

Ishq nahi kuch dharti ki say
Ishq hain allah ka parma
Ishq to jism mein chupi hui ruh
Ishq mein ilahi ki hai shan
Ishq nahi kuch dharti ki say
Ishq hain allah ka parma
Ishq to jism mein chupi hui ruh
Ishq mein ilahi ki hai shan

Bas mein nahi hain dil ka aana
Khel nahi hain ishq ki lag
Mithi mithi jalan jo dede
Ishq wo dahakti aag
Bas mein nahi hain dil ka aana
Khel nahi hain ishq ki lag
Mithi mithi jalan jo dede
Ishq wo dahakti aag
Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho or hawao se gujar jana hain
Humnashi aage

Sach hi hain ke ishq hainn andha
Iska teer agar lag jaye
Jahar ye bharde har rag rag mein
Jiwan bhar phir ye tadpaye
Hosh khoya maine to
Ek hosh bhi hain pa liya
Maine dil mein teri hi
Taswir ko saja liya
Dil jawa hain rut jawa haih
Har tamanna bhi jawa
Maine baho mein
Ek hasin chand chupa liya
Hosh khoya maine to
Ek hosh bhi hain pa liya
Maine dil mein teri hi
Taswir ko saja liya
Dil jawa hain rut jawa hain
Har tamanna bhi jawa
Palko ki chilman mein chand chupa liya

Humnashi aage bahut door abhi jana hain
Ishq ke noor se in raho ko chamkana hain
Har jaro ko kuchalte hue in kadmo se
Lakh purusho or hawao se gujar jana hain
Humnashi aage.

Bahut Door Abhi Jaana Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download