Baj Gayi Ghanti Ho Gayi Chhutti Lyrics - Asha Bhosle

Baj Gayi Ghanti Ho Gayi Chhutti lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Bindiya Chamkegi (1984). Baj Gayi Ghanti Ho Gayi Chhutti Masti soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anjaan.

Waah chaacha bajaati
Apan ki ghanti aur kar di sabki chhutti

Baj gayi ghanti
Baj gayi ghanti ho gayi chhutti,
Gaya re bheja ghum
Baj gayi ghanti ho gayi chhutti,
Gaya re bheja ghum
Are chakkar pe chakkar aaye re kaahe,
Rahi hai duniya jhoom
Baj gayi ghanti ho gayi chhutti,
Gaya re bheja ghum

Kaun yeh masti ghole,
Dharati upar ambar
Niche duniya dagmag dole
Yeh kya huwa ajuba,
Pankh bina main udati jaau,
Dil mera jaaye duba
Basti mein masti,
Masti mein basti,
Machi hai kaisi dhoom
Baj gayi ghanti
Baj gayi ghanti ho gayi chhutti,
Gaya re bheja ghum

Phenke ulata faansa,
Kuchh aise hai log yahaan
Jo duniya ko de dhaasa
Kab tak denge jhaansa,
Ik din woh bhi aayega
Yeh ban jaayenge tamaasa
Padegi sar pe waqt ki laathi,
Machegi bomba bomb
Baj gayi ghanti
Hey baj gayi ghanti ho gayi
Chhutti, gaya re bheja ghum

bharatlyrics.com

Khul gayi band yeh aankhein,
Samajh mein aa gayi saari baatein
Khul gayi band yeh aankhein
Khul gayi band yeh aankhein,
Samajh mein aa gayi saari baatein
Khul gayi band yeh aankhein
Apane kar jaaye ghaate,
Begaane yahaan pyaar nibhaaye
Apane kar jaaye ghaate
Kaun hai apana, kaun begaana,
Kisako yahaan maalum
Baj gayi ghanti
Baj gayi ghanti ho gayi chhutti,
Gaya re bheja ghum.

Baj Gayi Ghanti Ho Gayi Chhutti Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download