Balkhaye Kamariya Hamar Lyrics - Asha Bhosle

Balkhaye Kamariya Hamar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Sab Ka Ustad (1967). Balkhaye Kamariya Hamar Dance soundtrack was composed by Ganesh with lyrics written by Asad Bhopali.

Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa
Tohe dunde jiya baar baar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa

bharatlyrics.com

Badan mora phulo ki
Dali sa lachke
Badan mora phulo ki
Dali sa lachke
Chalat hu main papi
Najariyo se bachke
Kisi ka nahi aitbar re
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa

Piya mori nash nash mein
Jagi hai jawala
Piya mori nash nash mein
Jagi hai jawala
Lagi dil ki dekhe na pehra na tala
Akeli rahi bahar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa

Yaha jaan par khel ke tore karan
Yaha jaan par khel ke tore karan
Tanik dekh to kon aaya hai sajan
Jaha ho vahi pe pukar re
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa
Kahi dunde jiya baar baar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa.

Balkhaye Kamariya Hamar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Balkhaye Kamariya Hamar is from the Sab Ka Ustad (1967).

The song Balkhaye Kamariya Hamar was sung by Asha Bhosle.

The music for Balkhaye Kamariya Hamar was composed by Ganesh.

The lyrics for Balkhaye Kamariya Hamar were written by Asad Bhopali.

The music director for Balkhaye Kamariya Hamar is Ganesh.

The song Balkhaye Kamariya Hamar was released under the Saregama.

The genre of the song Balkhaye Kamariya Hamar is Dance.