Banake Aaina Har Zakhm Lyrics - Pankaj Udhas

Banake Aaina Har Zakhm lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma (2005). Banake Aaina Har Zakhm Ghazal soundtrack was composed by Ali Ghani with lyrics written by Mumtaz Rashid.

Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina

Woh raagani hai woh nagma hai woh tarannum hai
Woh raagani hai woh nagma hai woh tarannum hai
Labon pe phool khile jab ne ghunghunun use
Labon pe phool khile jab ne ghunghunun use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina

Chamak raha hai ghazal dar ghazal wohi chehra
Chamak raha hai ghazal dar ghazal wohi chehra
Woh roshani hai to phir kis tarah chhupaun use
Woh roshani hai to phir kis tarah chhupaun use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina

bharatlyrics.com

Usi ki yaado ka hai naam zindagi raashid
Usi ki yaado ka hai naam zindagi raashid
Jo mujhse keh nahi paaya ki bhul jaao use
Jo mujhse keh nahi paaya ki bhul jaao use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina.

Banake Aaina Har Zakhm Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download