Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Lyrics - Pankaj Mullick

Barakhaa Ki Raat Aai Manawa lyrics, the song is sung by Pankaj Mullick from Adhikar (1938). Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Playful soundtrack was composed by Pankaj Mullick with lyrics written by .

Barakhaa ki raat aai manawa
Kar le man kaa baat
Garajat sakat kaa badaravaa
Duhkh ki padat phuhaar
Manavaa kar le man kaa baat

Kaari rainaa naagin achakaae
Jiyaaraa dekh daraae
Meghaa garaje jiyaaraa laraje
Kholo man kaa dwaar
Manavaa kar le man laa baat

bharatlyrics.com

Nainan se nainaa muskaaye
Chhaaye jagat ujiyaaraa
Man mein jhar jhar amrit barase
Jaisa saavan ki phuhaar
Manawa kar le man kaa baat

Aao barakhaa rut mein bole
Byaakul man ke bain
Chhod jagat ki ulti riti
Jootha hai sasaar
Manavaa kar le ma kaa baat.

Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download