Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri Lyrics - Alka Yagnik

Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Aag Ke Sholay (1988). Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri Romantic soundtrack was composed by Vijay with lyrics written by .

Bas mein nahi hain jawani
Meri baat samjh o bairi
Bas mein nahi hain jawani
Meri baat samjh o bairi
Kaise tujhe samjhau kyu hain
Mujhe zaroorat teri
Main mar mar jau haye
Kuch kah bhi na pau
Main mar mar jau
Kuch kah bhi na pau

Bas mein nahin hain jawani
Meri baat samjh o bairi
Bas mein nahin hain jawani
Meri baat samjh o bairi
Kaise tujhe samjhau
Kyu hain mujhe zaroorat teri
Main mar mar jau haye
Haye kuch kah bhi na pau
Main mar mar jau
Kuch kah bhi na pau

Dard ye mitha mitha
Mujhe pehli bar huya hain
Dard ye mitha mitha
Mujhe pehli bar huya hain
Mere is dard ki saiya
Bas tere pas dava hain
Jaldi se meri tu dava kar de
Khali meri jholi hain tu bhar de
Main mar mar jau ha ha
Kuch kah bhi na pau
Main mar mar jau
Kuch kah bhi na pau

bharatlyrics.com

Tere bhi andar koi
Tufan to uthata hoga
Tere bhi andar koi
Tufan to uthata hoga
Tere bhi tan mein saiya
Shola sa bhadkta hoga
Tujhko ye dar hai
Main ha na kahungi
Aazmake dekh
Aaj na na kahungi
Main mar mar jau
Kuch kah bhi na pau
Main mar mar jau
Kuch kah bhi na pau

Bas mein nahi hai jawani
Meri baat samjh o bairi
Bas mein nahi hai jawani
Meri baat samjh o bairi
Kaise tujhe samjhau
Kyu hai mujhe zaroorat teri
Main mar mar jau ha
Kuch kah bhi na pau
Main mar mar jau
Kuch kah bhi na pau.

Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *