Beqaraar Hai Koyi Lyrics - Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Beqaraar Hai Koyi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Shama Parwana (1954). Beqaraar Hai Koyi Romantic soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Beqaraar hai koyi aa aa aa
Ai mere dildaar aa
Beqaraar hai koyi aa aa aa
Ai mere dildaar aa aa aa aa
Ai kisi ki zindagi aa aa aa
Ishq hai ghum khaar aa
Aa aa aa

bharatlyrics.com

Dasati hai naagan
Si kurbat ki raatein
Dasati hai naagan
Si kurbat ki raatein
Jhuti hai bin tere jine
Ki baatein jine ki baatein
Haaye kyun yeh
Bebasi aa aa aa
Main hun talabgaar aa

Aa aa aa
Chun lun ghum tere
Dukh dard mita dun
Chun lun ghum tere
Dukh dard mita dun
Honto pe nagamon ki
Kaliya khila dun
Kaliya khila dun
Ro rahi hai bekasi aa aa aa
Husn hai bimaar aa aa aa aa

Hasana hai bas mein
Na rona hai bas mein
Hasana hai bas mein
Na rona hai bas mein
Pehalu mein rehkar
Woh keh dega kasme
Keh dega kasme
Manjilon mein pyaar ki
Aa aatod ke deewaar aa
Beqaraar hai koyi aa aa aa
Ai mere dildaar aa aa aa aa.

Beqaraar Hai Koyi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download