Bhagwan Tumne Kya Kiya Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Bhagwan Tumne Kya Kiya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Shree Ganesh Vivah (1955). The music of Bhagwan Tumne Kya Kiya Pray track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Gopal Singh Nepali.

Bhagwan tumne kya kiya
Yeh kaun sa badla liya
Jisko diya tumne janam
Uska hi jiwan le liya
Bhagwan tumne kya kiya

Bhagwan tumne kya kiya
Ye kaun sa badla liya
Jisko diya tumne janam
Uska hi jiwan le liya
Bhagwan tumne kya kiya

Mana ke tera ab jag sara
Chanda suraj se ujiyara
Mana ke tera ab jag sara
Chanda suraj se ujiyara
Par jise tumhi ne bujha diya
Tere hi ghar ka tha diya
Bhagwan tumne kya kiya

bharatlyrics.com

Tum khel maran ka yun khelo
Jab umar dhale tab tan lelo
Tum khel maran ka yun khelo
Jab umar dhale tab tan lelo
Par bhole nath kaha tumne
Ek bhola bachpan le liya
Bhagwan tumne kya kiya

Kahte hai tum rakhwale ho
Jo mango dene wale ho
Kahte hai tum rakhwale ho
Jo mango dene wale ho
Par sada charan jo dhoti rahi
Us nari na dhan le liya
Bhagwan tumne kya kiya

Bhagwan tumne kya kiya
Ye kaun sa badla liya
Jisko diya tumne janam
Uska hi jiwan le liya
Bhagwan tumne kya kiya.

Bhagwan Tumne Kya Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download