Bhare Hai Ankh Mein Lyrics - Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Bhare Hai Ankh Mein lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Sara Jahan Hamara (1961). Bhare Hai Ankh Mein Sad soundtrack was composed by Bipin Babul with lyrics written by Anjum Jaipuri.

Bhare hai aankh mein aansu
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu

bharatlyrics.com

Kaha jaye kidhar jaye
Nigaho mein andhera hai
Kinara hath aaya tha
Ke phir toofan ghera hai
Tamanna zindagi ki ab
To dil mein soti jati hai
Bhare hai aankh mein

Muqaddar ban ke bigda hai
Gila duniya se kya kije
Hamara dil dhadakta hai
Zara aawaz to dije
Tumhara naam le le kar
Mohabbat roti jati hai
Bhare hai aankh mein
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu.

Bhare Hai Ankh Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download