Bhari Duniya Mein Akhir Dil Lyrics - Mohammed Rafi

Bhari Duniya Mein Akhir Dil lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Do Badan (1966). Bhari Duniya Mein Akhir Dil Sad soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Mohabbat ho gai jin ko
Woh deewane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya

Lage hain shammaa par
Pahare zamaane ki nigaahon ke
Lage hain shammaa par
Pahare zamaane ki nigaahon ke
Zamaane ki nigaahon ke
Jinhen jalane ki hasarat hai
Jinhen jalane ki hasarat hai
Wo paravaane kaha jaaye
Mohabbat ho gai jin ko
Wo divaane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya

bharatlyrics.com

Sunaana bhi jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil
Sunaana bhi jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil
Zara tu hi bata ai dil
Zara tu hi bata ai dil woh
Afasaane kaha jaaye
Mohabbat ho gai jin ko woh
Deewane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya

Nazar mein uljane dil mein
Hai aalam beqaraari ka
Nazar mein uljane dil mein
Hai aalam beqaraari ka
Hai aalam beqaraari ka
Samajh mein kuchh nahin aata
Samajh mein kuchh nahin aata
Wo tufaane kaha jayen
Mohabbat ho gai jin ko woh
Deewane kaha jaaen
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya.

Bhari Duniya Mein Akhir Dil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download