Bheegi Palkein Utha Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Bheegi Palkein Utha lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Do Gunde (1959). Bheegi Palkein Utha Ghazal soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Pritam yeh mat janiyo
Tose bichhudat mohe chain
Jaise ban kee lakadee
Sulagat hu din rain

Bheegi palkein utha
Meree jan ghum naa kar
Din judayee ke
Yeh bhee gujar jayenge
Jab talak teree
Banhe milengee mujhe
Tab talak yeh
Gesu bikhar jayenge
Bheegi palkein utha

bharatlyrics.com

Mere tan kee kalee
Ghum sey jal gayegee
Mere tan kee kalee
Ghum sey jal gayegee
Rang utar jayega
Dhup dhal jayegee
Rang utar jayega
Dhup dhal jayegee
Aa padee hai kuchh
Aisee ulajhan magar
Phir bhee tere
Deewane kidhar jayenge
Bheegi palkein utha

Jindagee hai toh
Mil hee rahenge gale
Jindagee hai toh
Mil hee rahenge gale
Ja rahee hain bahare
Toh janey bhee do
Ja rahee hain bahare
Toh janey bhee do
Do hee din toh mile
Jindaganee ke din
Kya yeh do din bhee
Yu hee gujar jayenge
Bheegi palkein utha
Meree jan ghum naa kar
Din judayee ke
Yeh bhee gujar jayenge
Bheegi palkein utha.

Bheegi Palkein Utha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Bheegi Palkein Utha is from the Do Gunde (1959).

The song Bheegi Palkein Utha was sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

The music for Bheegi Palkein Utha was composed by Ghulam Mohammad.

The lyrics for Bheegi Palkein Utha were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Bheegi Palkein Utha is Ghulam Mohammad.

The song Bheegi Palkein Utha was released under the Saregama.

The genre of the song Bheegi Palkein Utha is Ghazal.