Bhuli Bisari Ek Kahani Lyrics - Anuradha Paudwal

Bhuli Bisari Ek Kahani lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Nagina (1986). The music of Bhuli Bisari Ek Kahani Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Bhuli bisari ek kahani
Bhuli bisari ek kahani phir aayi
Phir aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani phir
Aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani
Bhuli bisari

bharatlyrics.com

Aane ka waada kiya
Aane ka waada kiya waada
Tod diya nahin aaye piya
Aane ka waada kiya waada
Tod diya nahin aaye piya
Hoo bhul gaye tum prem kahani
Bhul gaye tum prem kahani
Phir aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani phir
Aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani
Bhuli bisari

Maine toh pyaar kiya oo
Maine toh pyaar kiya
Aitbaar kiya intazaar kiya
Maine toh pyaar kiya
Aitbaar kiya intazaar kiya
Tumane kiya kya dilbar jaani
Tumane kiya kya dilbar jaani
Phir aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani phir
Aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani
Bhuli bisari

Haari main karake jatan o
Haari main karake jatan
Mere bichade sajan kab hoga milan
Haari main karake jatan mere
Bichade sajan kab hoga milan
Hoo lambi judaai rut mastani
Lambi judaai rut mastani
Phir aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani
Bhuli bisari ek kahani phir aayi
Phir aayi ek yaad purani
Bhuli bisari ek kahani
Bhuli bisari.

Bhuli Bisari Ek Kahani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download