Bijli Giri Kahan Lyrics - Mohammed Rafi

Bijli Giri Kahan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Picnic (1966). Bijli Giri Kahan Sad soundtrack was composed by Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Bijali giri kaha se
Bijali giri kaha se
Begane ho gaye hum apne hi aasiya se
Bijali giri kaha se

Ghunghat me jal rahi hai meri jawa bahare
Arma kise pukare, arma kise pukare
Ghunghat me jal rahi hai meri jawa bahare
Arma kise pukare, arma kise pukare
Hum kya kahe juba se
Bijali giri kaha se
Begane ho gaye hum apne hi aasiya se
Bijali giri kaha se

bharatlyrics.com

Aankho me pyar roya sapno ne di duhayi
Awaz tak na aayi, awaz tak na aayi
Aankho me pyar roya sapno ne di duhayi
Awaz tak na aayi, awaz tak na aayi
Vo chal diye yaha se
Bijali giri kaha se
Begane ho gaye hum apne hi aasiya se
Bijali giri kaha se

Phulo pe chal ke aaye
Kato me nikali manzil
Ye kaya hua mere dil
Ye kya hua mere dil
Phulo pe chal ke aaye
Kato me nikali manzil
Ye kaya hua mere dil
Ye kya hua mere dil
Tufa utha kaha se
Bijali giri kaha se
Begane ho gaye hum apne hi aasiya se
Bijali giri kaha se.

Bijli Giri Kahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *