Bin Tumhare Lyrics

Bin Tumhare lyrics, the song is sung by from Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009). The music of Bin Tumhare Love track is composed by while the lyrics are penned by .

Pyar hai tujhpe aa raha
Paas aa ab na door jaa
Sun jara mujhko tham le
Dil mera bas mein na raha

bharatlyrics.com

Khwahishon ko nayein jaise par mil gaye
Pyaar ka aasama chhu liya
Sath rahna mere umar bhar ke liye
Mujhe hona na ik pal juda

Bin tumhare jee na paye
Mangtein hai yeh dua hum
Rishta hai yeh bas pyar ka

Bin tumhare jee na paye
Mangtein hai yeh dua hum
Rishta hai yeh bas pyar ka

Zindagi mein nahi, ab koi bhi kami
Tum mil sab mujhe mil gaya
Har khushi lab pe haan muskurane lagi
Raasta ishq ka mil gaya

Ik pal katta nahi
Sach kahoon tere bina sab adhoora sa lage
Raat din tere bina, aa paas aa
Bin tumhare jee na paye
Mangtein hai yeh dua hum
Rishta hai yeh bas pyar ka

Bin tumhare jee na paye
Mangtein hai yeh dua hum
Rishta hai yeh bas pyar ka..

Bin Tumhare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download