Bina Puchhe Aaya Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur

Bina Puchhe Aaya lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur from Magic Box (1963). Bina Puchhe Aaya Happy soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Bina puchhe aaya hu
Dar pe tumhare
Agar ho sake to
Mujhe maf kar do
Main badal hu pyasa
Ho tum ek sagar
Mere dil ka daman
Adao se bhar do
Bina puchhe aaya hu

bharatlyrics.com

Itni himmat huyi kise
Mere tum  kaun lagte ho
Na tum se jaan na pahchan
Dil ke mahman bante ho
Yeh kanchan si kaya
Yeh chandan si bahe
Nahi haq mera inpe
Maine yeh mana
Tumhare liye main
Deewana hu lekin
Yeh dil ho gaya hai
Tumhara deewana
Bina puchhe aaya hu

Sharifo ki hai bas baate
Magar dil se lutere ho
Sharifo ki hai bas baate
Magar dil se lutere ho
Samajti hu adaye main
Na tum apne na mere ho
Mohabbat ki itni hasi mat udao
Kisi din mohabbat mein
Rona padega
Bada naaz hai
Mujhko apni wafa par
Tumhe ek din mera
Hona padega
Bina puchhe aaya hu
Dar pe tumhare
Agar hoto sake mujhe maf kar do
Bina puchhe aaya hu.

Bina Puchhe Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download