Bol Raha Tha Kal Woh Mujh Se Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Bol Raha Tha Kal Woh Mujh Se lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Raahat (2012). The music of Bol Raha Tha Kal Woh Mujh Se Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Qateel Shifai.

Bol raha tha kal woh mujh se
Bol raha tha kal woh mujh se
Bol raha tha kal woh mujh se
Bol raha tha bol raha tha
Bol raha tha bol raha tha
Bol raha tha kal woh mujh se
Haath mera hath liye
Chalte rahenge dukh sukh ke hum
Chalte rahenge dukh sukh ke hum
Saare mausam sath liye
Bol raha tha kal woh mujh se

bharatlyrics.com

Usne apni jholi se kal
Pyaar ke hum ko phool diye
Usne apni jholi se kal
Pyaar ke hum ko phool diye
Loat aaye hain daaman bhar ke
Loat aaye hain daaman bhar ke
Uski ye soghat liye
Bol raha tha kal woh mujh se

Rang dalo tann mann ki baghiyan
Faghun ban kar aa jaao
Rang dalo tann mann ki baghiyan
Faghun ban kar aa jaao
Baras pado dil ke aangan mein
Baras pado dil ke aangan mein
Rango ki barsaat liye
Bol raha tha kal woh mujh se

Humne apni saari
Shyame likhdi unke qatil
Humne apni saari
Shyame likhdi unke qatil
Umra ka lamha lamha beeta
Umra ka lamha lamha beeta
Unko apne saath liye
Bol raha tha kal woh mujh se
Haath mera hath liye
Chalte rahenge dukh sukh ke hum
Saare mausam sath liye
Bol raha tha kal woh mujh se.

Bol Raha Tha Kal Woh Mujh Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *