Buddha Kya Jawano Se Kam Ha Lyrics - Alka Yagnik

Buddha Kya Jawano Se Kam Ha lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Dil Ki Baazi (1993). The music of Buddha Kya Jawano Se Kam Ha Masti track is composed by Raamlaxman (Vijay Patil) while the lyrics are penned by Dev Kohli.

Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Kya masti hai kya takat hai
Kya furti hai kya himmat hai
Tuta mera sara bharam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kaam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai

Dekho mere dil mein kaisi halchal macha di
Hui main deewani aisi halat bana di
Dekho mere dil mein kaisi halchal macha di
Hui main deewani aisi halat bana di
Samjhi main pata tha ye to bamb hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe me bada dam hai

bharatlyrics.com

Buddha hai begana par ye lagta hai apna
Sach hai ya koi maine dekha hai sapna
Buddha hai begana par ye lagta hai apna
Sach hai ya koi maine dekha hai sapna
Kahne me mujhe kya sharam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai

Lagta hai ye buddha par buddha nahi hai
Hai ye koi aur mere dil ko yaki hai
Lagta hai ye buddha par buddha nahi hai
Hai ye koi aur mere dil ko yaki hai
Jaisa bhi hai dil ka naram hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Kya masti hai kya takat hai
Kya furti hai kya himmat hai
Tuta mera sara bharam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe mein bada dam hai
Buddha kya jawano se kam hai
Haye ram buddhe meiin bada dam hai.

Buddha Kya Jawano Se Kam Ha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download