Chail Chabila Chokhra Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Chail Chabila Chokhra lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Hamari Yaad Aayegi (1961). The music of Chail Chabila Chokhra Happy track is composed by Snehal Bhatkar while the lyrics are penned by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma).

Chail chabila chokhra
Ji ek  chail chabila chokhra
Mane le gayo nadiya par
Dil ankhiyo me ankhiyo dal
Ib main kabu nahi sarkar
Ib main kabu nahi sarkar
Mujhe aa gaya uspe pyar
O ji main kabu nahi sarkar

Chail chabili chokri ji
chail chabili chokri
Mujhe mil gayi bich bazar
Mose ankhiya hui do char
Ib main kya bolu sarkar
Ib main kya bolu sarkar
O mera lut gaya chain karar
Ib main kya bolu sarkar
Ib main kya bolu sarkar

bharatlyrics.com

Chail chabila chokhra
Ji ek  chail chabila chokhra
Aaye sapno me so so bar
Deri ankhiyo me rain gujar
Ib main kabu nahi sarkar
Ib main kabu nahi sarkar
Main to hui badi lachar
Ib main kabu nahi sarkar
Main to hui badi lachar
Ib main kabu nahi sarkar
Ib main kabu nahi sarkar

Chail chabili chokri ji
chail chabili chokri
Dekho najro se kare shikar
O de re teer kalejwa pe mar
Ib main kya bolu sarkar
Ib main kya bolu sarkar
Mujhe ho gaya susri se pyar
Ib main kya bolu sarkar
Ib main kya bolu sarkar.

Chail Chabila Chokhra Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download