Chaku Wala Chhuri Wala Lyrics - Shamshad Begum

Chaku Wala Chhuri Wala lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Al Hilal (1958). Chaku Wala Chhuri Wala Dance soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Shewan Rizvi.

Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala
Aaya main mastana deewana
Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala

bharatlyrics.com

Baharo ke paiyam aaye
Sitaro ke salam aaye
Baharo ke paiyam aaye
Sitaro ke salam aaye
Ye ghadi ho mubarak
Khushi ho mubarak
Ye ghadi ho mubarak
Khushi ho mubarak
Mubarak  mubarak  mubarak
Aaya main mastana deewana
Deewana deewana deewana
Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala

Kise malum kal kya ho
Lagale jam hotho ko
Kise malum kal kya ho
Lagale jam hotho ko
Ye gol gol bahe ye
Maut ki hai rahe
Ye gol gol bahe ye
Maut ki hai rahe
Ye rahe ye rahe ye rahe
Aaya main mastana deewana
Deewana deewana deewana
Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala

Bhrosa kya hasino par
Jo dil lele wahi dilbar
Bhrosa kya hasino par
Jo dil lele wahi dilbar
Surat bholi bhali
Adaye hai nirali
Surat bholi bhali
Adaye hai nirali
Nirali nirali nirali

Aaya main mastana deewana
Deewana deewana deewana
Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala.

Chaku Wala Chhuri Wala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download