Chale Bajaa Ke Seeti Lyrics - Asha Bhosle

Chale Bajaa Ke Seeti lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Zamana (1957). Chale Bajaa Ke Seeti Playful soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Chale bajaa ke seeti
Jeewan ki raahon mein
Dhun chhed ke meethi meethi
Chale bajaa ke seeti
Jeewan ki raahon mein
Dhun chhed ke meethi meethi

bharatlyrics.com

Duniya se begaane
Ulfat ke parwaane
Duniya se begaane
Ulfat ke parwaane
Aaj kahi nikal pade
Masti mein do deewane
Aaj kahi nikal pade
Masti mein do deewane
Deewane jo mil gaye
Ham chale bajaa ke seete
Dhun chhed ke meethi meethi
Chale bajaa ke seeti
Jeewan ki raahon mein
Dhun chhed ke meethi meethi

Tera dil mera hai mera dil tera hai
Tera dil mera hai mera dil tera hai
Dono par kaisa ye pyaar
Ne jaadu phera hai
Dono par kaisa ye pyaar
Ne jaadu phera hai
Jitne dil ko badalte
Ham chale bajaa ke seeti
Dhun chhed ke meethi meethi
Chale bajaa ke seeti
Jeewan ki raahon me
Dhun chhed ke meethi meethi

Man ki sunun chaldi hai
Haathon mein haldi hai
Man ki sunun chaldi hai
Haathon mein haldi hai
Pyaar kahe kadam badha
Laaj kahe kyaa jaldi hai
Pyaar kahe kadam badha
Laaj kahe kyaa jaldi hai
Manzil khud aayegi
Jab dil se bajegi seeti
Dhun chhed ke meethi meethi
Chale bajaa ke seeti
Jeewan ki raahon mein
Dhun chhed ke meethi meethi.

Chale Bajaa Ke Seeti Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download