Chaman Se Kaun Chala Lyrics - Anup Jalota

Chaman Se Kaun Chala lyrics, the song is sung by Anup Jalota from The Khazana Concert (2005). Chaman Se Kaun Chala Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Chaman se kaun chala
Kaun chala..kaun chala..
Chaman se kaun chala
Ye khamoshiyan lekar

bharatlyrics.com

Chaman se kaun chala
Ye khamoshiyan lekar
Kali kali kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar

Tamasha dekh rahe the
Jo dubane ka mere
Tamasha dekh rahe the
Jo dubane ka mere
Jo dubane ka mere
Tamasha dekh rahe the
Jo dubane ka mere
Meri talaash mein
Nikale hain kashtiya lekar
Meri talaash mein
Nikale hain kashtiya lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar

Kafan na mera hatao
Kafan..kafan na mera hatao
Zamana dekhana le
Kafan na mera hatao
Zamana dekhana le
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Tumhari nishaniyan lekar
Main so gaya hoon
Tumhari nishaniyan lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar

Jo raat din, jo raat din…
Jo raat din jo raat din
Mere marne ki kar rahe the duaan
Jo raat din mere marne ki
Kar rahe the duaan
Woh ro rahe hain
Woh ro rahe hain
Woh ro rahe hain
Jo raat din mere marne ki
Kar rahe the duaan
Woh ro rahe hain
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Jo raat din mere marne ki
Kar rahe the duaan
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar.

Chaman Se Kaun Chala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download