Chand Se Phool Talak Lyrics - Anwar Hussain

Chand Se Phool Talak lyrics, the song is sung by Anwar Hussain from Jaan-E-Wafa (1990). The music of Chand Se Phool Talak Happy track is composed by Mohammed Zahur Khayyam while the lyrics are penned by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin
Jaise tum ho jaise tum ho
Mere sarkar kahi aur nahin
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin

Kaise duniya mein
Chali aayi pari ho tum to
Kaise duniya mein
Chali aayi pari ho tum to
Jaisa chaha tha khayalo ne
Wahin ho tum to
Gul badan uncha dahan
Maha jabi aur nahin
Gul badan uncha dahan
Maha jabi aur nahin
Jaisi tum ho jaisi tum ho
Meri sarkar kahi aur nahin
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin

bharatlyrics.com

Tum jo aayi ho to lagta hain
Mujhe kuch aise
Tum jo aayi ho to lagta hain
Mujhe kuch aise
Meri duniya mein
Tumhari hi kami thi jaise
Samme dil range nazar
Nure zamee aur nahin
Samme dil range nazar
Nure zamee aur nahin
Jaisi tum ho jaisi tum ho
Meri sarkar kahi aur nahin
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin

Husne raftar churaya hain
Saba ne tumse
Husne raftar churaya hain
Saba ne tumse
Udati zulfon ki adali
Ghata ne tumse
Phir bhi tum jaisi meri
Parda nashi aur nahin
Phir bhi tum jaisi meri
Parda nashi aur nahin
Jaisi tum ho jaisi tum ho
Meri sarkar kahi aur nahin
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin
Chand se phool talak
Tumsa hasi aur nahin.

Chand Se Phool Talak Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download