Chand Ye Sitare Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar

Chand Ye Sitare lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar from Mazloom (1986). Chand Ye Sitare Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare

bharatlyrics.com

Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare
Hum jeete ji tumhare
Aur marke bhi tumhare

Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare
Hum jeete ji tumhare
Aur marke bhi tumhare
Kal ho na ho  jaha mein
Ye chand ye sitare

Sau bar chahe badale
Dastur zindagi ka
Sau bar chahe badale
Dastur zindagi ka
Ab mere liye rahega
Mausam,mausam yahi khusi ka

Har pal java rahenge
Aanko mein ye najare
Kal ho na ho jaha me
Ye chand ye sitare

Ish pyar ke liye hum
Har pal jiye marenge
Ish pyar ke liye hum
Har pal jiye marenge
Hum khoon bhi pila kar
Ishko javaa karenge
Ik raat hum krenge jo
Bas mein hai humare

Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare

Hum door bhi huye to
Najdikiya hai itni
Hum door bhi huye to
Najdikiya hai itni
Tere dil ki dadkane hai
Mere dil ki pash jitni
Ya dur dur jaise
Dariya ke kinare

Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare
Hum jeete ji tumhare
Aur marke bhi tumhare

Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare
Kal ho na ho jaha mein
Ye chand ye sitare.

Chand Ye Sitare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download