Chandni Tu Hain Kahan Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Chandni Tu Hain Kahan lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Faasle (1985). The music of Chandni Tu Hain Kahan Sad track is composed by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma while the lyrics are penned by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan).

Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Maine tere liye
Kya kya sapne bune
Tuhi bata kuch to bata
Kaise hua ye kya hua
Maine tere liye
Kya kya sapne bune
Tuhi bata kuch to bata
Kaise hua ye kya hua
Maine tere liye

bharatlyrics.com

Mere dil mein tu raha hain
Mere dil mein tu rahega
Mai tumko bhul jau
Kabhi ye na ho sakega
Ye to socha na tha
Milke honge juda
Kaise hua ye kyu hua
Tuhi bata kuch to bata
Maine tere liye

Mere bas mein kutch nahin tha
Mere bas mein kutch nahin hain
Mein tujse phir milungi
Mere dil ko ye yakin hain
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan.

Chandni Tu Hain Kahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download