Chham Chham Baje Payal Lyrics - Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

Chham Chham Baje Payal lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar from Tarzan Comes To Delhi (1965). Chham Chham Baje Payal Dance, Masti soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Anand Bakshi.

Cham cham baje payal matwali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali

bharatlyrics.com

Tham tham ke mai chalti hu
Haye tham tham ke mai chalti hu
Par phir bhi balam
Tere sar ki kasam
Nahi chupte tarane cham cham ke
Dhadak jaye dil to yahi khota hai
Dhadak jaye dil to yahi khota hai
Tham tham ke mai chalti hu
Par phir bhi balam
Tere sar ki kasam
Nahi chupte tarane cham cham ke

Haye deti hai tane ye sari khudai
Deti hai tane ye sari khudai
Piya aaj mujhe laz badi aayi re
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali

Deewana dil mastana haye
Deewana dil mastana
Aise aahe bhare aisi bate kare
Sun le na koi afsana
Machal jaye dil to yahi rota hai
Machal jaye dil to yahi rota hai
Diwana dil mastana
Aise aahe bhare aisi bate kare
Sun le na koi afsana
Haye tera hai kya piya tu hai saudai
Tera hai kya piya tu hai saudai
Ho na jaye kahi meri ruswai re
Cham cham baje payal matwali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali.

Chham Chham Baje Payal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *