Chhod Babul Ka Ghar Lyrics - Shamshad Begum

Chhod Babul Ka Ghar lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Babul (1950). Chhod Babul Ka Ghar Marriage soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada, o aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

bharatlyrics.com

Sang sakhiyo ke
Bachapan bitati thi main,
Ha bitati thi main
Byah gudiyo kaa hans
Hans rachati thi main,
Ha rachati thi main
Sab se munh mod kar,
Kya batau kidhar
Dil lagana pada,
O aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

Yad maike ki dil se bhulaye chali,
Ha bhulaye chali
Preet sajan ki man mein basaye chali,
Ha basaye chali
Yad kar ke yeh ghar,
Royi aankhe magar
Muskurana pada o aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

Pehan ulfatka gehna dulhan
Mein bani ha dulhan mein bani
Dulha aaya piyaka sakhi
Mein chali ha sakhi mein chali
Ye tha jutha nagar isliye
Chodkar mohe jana pada
O aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada.

Chhod Babul Ka Ghar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download