Chhota Sa Sansaar Lyrics - Shanta Apte

Chhota Sa Sansaar lyrics, the song is sung by Shanta Apte from Zamindar (1942). Chhota Sa Sansaar Happy soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar haan
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar

Haan sundar nagri gaata gaannv
Thandi-thandi thandi-thandi
Neem ki chhaanv
Haan sundar nagri gaata gaannv
Thandi-thandi thandi-thandi
Neem ki chhaanv

Hain bail sanwre sundar chhakdaa
Khat-khat khat-khat khat-khat chaltaa
Hain bail sanwre sundar chhkdaa
Khat-khat khat-khat khat-khat chaltaa
Sadaa-sadaa pyara-pyara
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar

bharatlyrics.com

Woh dekho kheton ki hariyaali
Woh dekho kheton ki hariyaali
Patte naachen jhoomen daali-daali
Rahat chale aur chakkar khaaye
Chhal-chhal-chhal paani aaye
Rahat chale aur chakkar khaaye
Chhal-chhal-chhal paani aaye
Bahti hai hai amrit ki dhaaraa
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar

Dekho-dekho bail chalen hmm
Gaadi se bhi tezz chalen ho o o o
Jyun nadiyaa ki lahar chale ho o o o
Jyun nadiyaa ki lahar chale
Aur bhi isko tezz chalaaun
Khil-khil-khil hansti jaaun
Aur bhi isko tezz chalaaun
Khil-khil-khil hansti jaaun
Aur kaanpe e shahri bechaaraa

Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar haan aa aa
Chhota sa sansar hamara
Chhota sa sansar.

Chhota Sa Sansaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Chhota Sa Sansaar is from the Zamindar (1942).

The song Chhota Sa Sansaar was sung by Shanta Apte.

The music for Chhota Sa Sansaar was composed by Ghulam Haider.

The lyrics for Chhota Sa Sansaar were written by Qamar Jalalabadi.

The music director for Chhota Sa Sansaar is Ghulam Haider.

The song Chhota Sa Sansaar was released under the Columbia Records.

The genre of the song Chhota Sa Sansaar is Happy.