Cycle Pe Haseenon Ki Toli Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Cycle Pe Haseenon Ki Toli lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Amaanat (1977). Cycle Pe Haseenon Ki Toli Masti soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

La lalallalla la lalallalla la lalallalla la
Hoye hoye
La lalallalla la lalallalla la lalallalla la
Hoye hoye

Cycle pe haseenon ki toli
Dekhi to, dekhi to
Dekhi to tabeeyat yoon boli
Ae kaash ke hum cycle hotey
In haathon mein handle hotey
Pairon ke taley pedal hotey
Dabti utth’ti saddle hotey
Bhar jaat muraadon ki jholi
Bhar jaat muraadon ki jholi
Cycle pe haseenon ki toli

Cycle pe jawaanon ki toli
Dekhi to, dekhi to
Dekhi to tabeeyat yoon boli
Ae kaash ke hum sandal hotey
Sodey ki bhari botal hotey
Tab theek se tum tackle hotey
Sab jhagde abhi settle hotey
Pachhtaate ke neeyat kyun doli
Pachhtaate ke neeyat kyun doli
Cycle pe jawaanon ki toli

Sadkon pe parade ye fashion ki
Ik shakal hai invitation ki
Ha ha ha, hahahaha
Ha ha la la la la laa
Sadkon pe parade ye fashion ki
Ik shakal hai invitation ki
Gat kuchh bhi banaao nation ki
Tum jaan ho us generation ki
Jo dil pe chalaati hai goli
Jo dil pe chalaati hai goli
Cycle pe haseenon ki toli
Dekhi to tabeeyat yoon boli
Ae kaash ke hum cycle hotey
In haathon mein handle hotey
Pairon ke taley pedal hotey
Dabti utth’ti saddle hotey
Bhar jaati muraadon ki jholi
Bhar jaati muraadon ki jholi
Cycle pe haseenon ki toli

bharatlyrics.com

Oye hoye
Aaaa aaaa aaaaa
Oye hoye
Aaaa aaaa aaaaa
Oye hoye
Aaaa aaaa aaaaa
La lallala lalla la

Kya baat hai education ki
Haalat hai ye civilization ki
Ha ha ha, hahahaha
Ha ha la la la la laa
Kya baat hai education ki
Haalat hai ye civilization ki
Kuchh sharm karo position ki
Yun hum se jo conversation ki
Karwaaoge khopadiyaan poli
Karwaaoge khopadiyaan poli
Cycle pe jawaanon ki toli
Dekhi to tabeeyat yun boli
Ae kaash ke hum sandal hotey
Sodey ki bhari botal hotey
Tab theek se tum tackle hotey
Sab jhagde abhi settle hotey
Pachhtaate ke neeyat kyun doli
Pachhtaate ke neeyat kyun doli
Cycle pe jawaanon ki toli

Kuchh naaz o adaa ke rule baney
Romance ke kuch ischool baney
Ha ha ha, hahahaha
Ha ha la la la la
Kuchh naaz o adaa ke rule baneyn
Romance ke kuch ischool baneyn
Tafreeh hai ke kyun hum tool baneyn
Dil de ke tumhen kyun fool baneyn
Itni na hamen samjho bholi
Itni na hamen samjho bholi
Cycle pe jawaanon ki toli
Dekhi to tabeeyat yoon boli
Ae kaash ke hum sandal hotey
Sodey ki bhari botal hotey
Tab theek se tum tackle hotey
Sab jhagde abhi settle hotey
Pachhtaate ke neeyat kyun doli
Pachhtaate ke neeyat kyun doli

Cycle pe haseenon ki toli
Dekhi to tabiyat yoon boli
Ae kaash ke hum cycle hotey
In haathon mein handle hotey
Pairon ke taley pedal hotey
Dabti utth’ti saddle hotey
Bhar jaati muraadon ki jholi
Bhar jaati muraadon ki jholi
Cycle pe haseenon ki toli.

Cycle Pe Haseenon Ki Toli Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download