Damadam Mast Kalandar Lyrics - Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad

Damadam Mast Kalandar lyrics, the song is sung by Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad from Mandir Masjid (1977). The music of Damadam Mast Kalandar Qawwali track is composed by Sharda Rajan Iyengar while the lyrics are penned by Akhtar Warsi.

Tere dushman ki
Har ek chal bhi
Bekar ho jaye
Fakiro ki dau le le
To beda paar ho jaye
Ithar aa mil fakiro se
Amar ye pyar ho jaye
Tere mehbub ka tujhko
Abhi deedar ho jaye

Dekh fakiri mein
Kya kya hai gun pyare
Dekh fakiri mein
Kya kya hai gun pyare
Kan khol kar baat hamari
Sun pyare
Mat gabhara sunle jara
Tera badlega muqaddar
Milega tujhko dilbar
Fakiro se hi mil kar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar

bharatlyrics.com

Dekh kalandar kya kehta hai
Tera muqaddar kya kehta hai
Ghor se sun tu uski baate
Waqt ka chakkar kya kehta hai
Dene wala taad ke dega
Tujhko chhappar faad ke dega
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Der hai par andher nahi
Sun pyare
Mat gabhara sunle jara
Tera badlega muqaddar
Milega tujhko dilbar
Fakiro se hi mil kar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar

Jaan bhi khone se mohabbat
Kya kharidi jayegi
Kya kharidi jayegi
Pyar sachha hai to daulat
Kis tarah takarayegi
Kis tarah takarayegi
Do dilo ke bich ye
Deewar ban sakti nahi
Julm ban sakti hai lekin
Pyar ban sakti nahi
Julm ban sakti hai lekin
Pyar ban sakti nahi
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar

Humko khabar hai
Tujhko lagi hai dhun pyare
Mat gabhara sunle jara
Tera badlega muqaddar
Milega tujhko dilbar
Fakiro se hi mil kar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar

Dil juba tak baat aayi hai
Tere ghar baraat aayi hai
Lut sake na jisko koi
Aisi daulat hath aayi hai
Teri daulat pyar se hari
Lut gayi teri punji sari
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Jisme phase khud jaal
Na aise bun pyare
Mat gabhara sunle jara
Tera badlega muqaddar
Milega tujhko dilbar
Fakiro se hi mil kar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar
Damadam mast kalandar.

Damadam Mast Kalandar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *