Dard Ko Dil Mein Basana Lyrics - Chandan Dass

Dard Ko Dil Mein Basana lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Ek Mehfil (1996). Dard Ko Dil Mein Basana Ghazal soundtrack was composed by Chandan Dass with lyrics written by .

Kaam aa saki na apni wafae to kyaa kare
Ik bewafa ko bhul na jaae to kyaa kare
Ab jee mein hain ke unko bhula kar hi dekh le
Woh baar baar jo yaad aaye to kyaa kare

bharatlyrics.com

Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Rote rote muskurana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye

Kyaa patta ho jaaye kab didaar yaar
Kyaa patta ho jaaye kab didaar yaar
Kyaa patta ho jaaye kab didaar yaar
Uss gali mein aana jaana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Rote rote muskurana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye

Aankhon se kaajal churane ka hoonar
Aankhon se kaajal churane ka hoonar
Aankhon se kaajal churane ka hoonar
Ye hoonar bhi aajmaana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Rote rote muskurana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye

Door ho jaayengi saari dooriyaan
Door ho jaayengi saari dooriyaan
Door ho jaayengi saari dooriyaan
Koi achha sa bahana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Rote rote muskurana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye
Dard ko dil mein basana chahiye.

Dard Ko Dil Mein Basana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dard Ko Dil Mein Basana is from the Ek Mehfil (1996).

The song Dard Ko Dil Mein Basana was sung by Chandan Dass.

The music for Dard Ko Dil Mein Basana was composed by Chandan Dass.

The music director for Dard Ko Dil Mein Basana is Chandan Dass.

The song Dard Ko Dil Mein Basana was released under the T-Series.

The genre of the song Dard Ko Dil Mein Basana is Ghazal.